deep poetry in urdu text

Best Unique Deep Poetry In Urdu 2 Lines Text | Top Deep Shayari In Urdu – PoeticExplorers.

Spread the love

Deep Poetry In Urdu,

Deep poetry In Urdu explores the hidden parts of human feelings and thoughts that aren’t always obvious. It uses metaphors and symbols to show deep truths and emotions. Each line is carefully written, creating pictures and feelings that make you think deeply. Deep poetry goes beyond everyday life, touching on universal experiences like love, sadness, and the search for meaning. It makes you see things differently, stirring your imagination and leaving a strong impression on your heart and mind.

* Trending Posts this month.

* Best Unique Deep Poetry In Urdu 2 Lines Text.

deep poetry in urdu
deep poetry in urdu

میری آواز میں ایک درد ہے، سناؤں کیا
کہ بند ایک راز ہوں، کھل جاؤں کیا

Meri awaaz mein ek dard hai, sunaun kya
Ke band ek raaz hoon, khul jaun kya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep Poetry In Urdu

deep poetry in urdu text
deep poetry in urdu text

میرا اس شخص سے بس اتنا سا تعلق ہے
اسے جب درد ہوتا ہے مجھے محسوس ہوتا ہے

Mera us shakhs say bus itna sa taluq hay
Usay jab dard hota hay mujay mehsso hota hay

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry urdu
deep poetry urdu

اور وہ جو گر گئی زمین پہ، تھی اوقات تیری
اگر تم بھول گئے ہو، تو یاد دلاؤں کیا

Aur woh jo gir gayi zameen pe, thi waqt teri
Agar tum bhool gaye ho, toh yaad dilaaun kya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

* Top deep poetry in urdu 2 lines text copy paste.

unique deep poetry in urdu
unique deep poetry in urdu

ہم وہ انا پرست ہیں مرشد، جو ہار کر بھی کہتے ہیں
وہ منزل ہی بدنصیب تھی جو ہم کو پا نہ سکی

Hum woh ana parast hain, murshid, jo haar kar bhi kehte hain
Woh manzil hi badnaseeb thi jo hum ko pa na saki

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Unique Deep Poetry In Urdu

urdu deep poetry
urdu deep poetry

ملے جو کوئی ہم سا تو تھام کے رکھنا
ہم بھی تو دیکھیں۔۔۔۔۔ مدِ مقابل اپنا

Milay jo koi hum sa to thaam ke rakhna
Hum bhi to dekhein… mud-e-muqabil apna

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مل تو جاتے ہیں سب اپناکہنےوالے
پر اپنا وہ جو بن کہے آپ کی بات کو سمجھے

Mil to jaate hain sab apna kehnay walay
Par apna woh jo bin kahe aap ki baat ko samjhe

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Unique Deep Poetry In Urdu

تم نے دیکھا ہے فقط ہماری آنکھوں کو
تم نے آنکھوں میں کہاں دیکھا ہے

Tum ne dekha hai sirf hamari aankhon ko,
Tum ne aankhon mein kahan dekha hai.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

* Best Amazing deep poetry In Urdu 2 Lines text.

دوستی وہ جو آپ کے جذبات کو سمجھے
ہمسفر وہ جو آپ کے احساس کو سمجھے

Dosti woh jo aap ke jazbaat ko samjhe,
Hamsafar woh jo aap ke ehsaas ko samjhe.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت میں یہی خوف کیوں مسلط رہتا ہے
کہیں میرے سوا کوئی اور تو عزیز نہیں اسے

Muhabbat mein yehi khauf kyun musallat rehta hai
Kahin mere siwa koi aur to azeez nahi usay.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کوئی چہرے کا دیوانہ ہے کوئی اخلاق کا طالب
منزل سب کی مطلب ہے محبت کون کرتا ہے

Koi chehre ka deewana hai, koi akhlaq ka talib
Manzil sab ki matlab hai, mohabbat kon karta hai.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

لوگ محبت کرتے ہیں تو کیوں چھپاتے ہیں
چھپ چھپ کے تو گناہ کیے جاتے ہیں

Log mohabbat karte hain to kyun chhupate hain,
Chhup chhup ke to gunaah kiye jaate hain.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زمانہ کہتا ہے وہ میرا ساتھ چھوڑ گیا
وہ مجھ کو بھول گیا، میرے دل کو توڑ گیا

Zamaana kehta hai woh mera saath chhod gaya
Woh mujhko bhool gaya, mere dil ko toṛ gaya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سانسیں بھی کر دوں تیری سانسوں میں منتقل
اس سے زیادہ اور کس طرح چاہوں میں تجھے

Saansain bhi kar doon teri saanson mein muntaqil
Is se zyada aur kis tarah chahoon main tujhe.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep Poetry In Urdu

تم ہو میری دنیا کا ایک خواب ہر لمحہ تمہیں پانا چاہتا ہوں
تمہاری محبت، میری دنیا کو روشنی دیتی ہے۔

Tum ho meri duniya ka ek khwaab, har lamha tumhein paana chahta hoon,
Tumhari mohabbat, meri duniya ko roshni deti hai.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت کرنے کا حق اس کو ہی ہوتا ہے
جو عورت کی عزت کرنا جانتا ہو

Muhabbat karne ka haq uss ko hi hota hai,
Jo aurat ki izzat karna jaanta hai.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اپنی سانسوں کے دامن میں چھپا لو مجھ کو
تیری روح میں اتر جانے کو جی چاہتا ہے

Apni saanson ke daaman mein chhupa lo mujhko
Teri rooh mein utar jaane ko ji chahta hai.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تو اپنے دل کی جواں دھرہ کنوں کو گن کے بتا
مری طرح تبادل بے قرار ہے کہ نہیں

Tu apne dil ki jawaan dharaaon ko gin ke bata,
Meri tarah tabdeel beqaraar hai ke nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کچھ تو بات ہے فطرت میں تیری ورنہ
ہم تجھ سے گفتگو کی خطا بار بار نہ کرتے

Kuch to baat hai fitrat mein teri warna,
Hum tujh se guftagu ki khata baar baar na karte.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ آتو جائے مگر انتظار ہی کم ہے
وہ بے وفا تو نہیں، میرا پیار ہی کم ہے

Woh aata jaaye magar intezar hi kam hai,
Woh bewafa to nahi, mera pyaar hi kam hai.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جھکی جھکی سی نظر بے قرار ہے کہ نہیں
دبا دبا سا سہی دل میں پیار ہے کہ نہیں

Jhuki jhuki si nazar beqarar hai ke nahi,
Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دیدار جو ہوا ایک تیری نگاہ سے
قدموں نے آگے چلنے سے انکار کر دیا

Deedaar jo hua ek teri nigaah se,
Qadmon ne aage chalne se inkar kar diya.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Unique Deep Poetry In Urdu Text

دل کی دھڑکن ہو تم، ہر پل کا انتظار ہو تم۔
میری زندگی کا ہر راز ، میری چاہت کا پیار ہو تم

Dil ki dhadkan ho tum, har pal ka intezar ho tum.
Meri zindagi ka har raaz, meri chaahat ka pyaar ho tum

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اور بتا دو اُنکو کہ دھواں نہیں ہوں چار دن کا میں
یہ وہ آگ ہے جو اب کسی سے بجھنے والی نہیں

Aur bata do unko ke dhuan nahi hoon chaar din ka main
Yeh woh aag hai jo ab kisi se bujhnay wali nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mera iss shakhs se bas itna sa talluq hai
Use jab dard hota hai mujhe mehsoos hota hai

میرے دل کی پر دھر کی، تمہیں یاد کرتی ہے
تمہارا پر حسن، میرے دل کو محبت سے بھرتا ہے

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Meray dil ki pur-dard ki, tumhein yaad karti hai
Tumhara pur-husn, meray dil ko mohabbat se bharta hai.

بے درد زمانے کا بہانا سا بنا کر
ہم ٹوٹ کے روتے ہیں تیری یاد میں اکثر

Be-dard zamane ka bahaana sa bana kar
Hum toot ke rote hain teri yaad mein aksar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

چاندنی راتوں کی، باتیں خاص ہیں یہاں
دل کی گہرائیوں میں چھپی، خوابوں کی باتیں یارا

Chaandni raato ki, baatein khaas hain yahan
Dil ki gehraiyon mein chhupi, khwabon ki baatein yaara

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت کی ہر لہر، دل کو چھو جاتی ہے یہاں
راہوں کی گہرائیوں میں، احساسوں کی آواز یارا۔

Mohabbat ki har lehar, dil ko choo jaati hai yahan
Raahon ki gehraiyon mein, ehsaason ki awaaz yaara

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل میں چھپی ہوئی باتوں کو، کون سمجھے یارا
ہر لفظ محبت کا احساس، کون سمجھے یارا

Dil mein chhupi hui baaton ko, kaun samjhe yaara
Har lafz mohabbat ka ehsaas, kaun samjhe yaara

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تری امید پہ ٹھکرا رہا ہوں دنیا کو
تجھے بھی اپنے پہ یہ اعتبار ہے کہ نہیں

Teri umeed pe thukra raha hoon duniya ko
Tujhe bhi apne pe yeh aitbaar hai ke nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل کی حالتوں کو، کون سمجھے یارا
ہر دل کی داستان، کون سمجھے یارا

Dil ki haalat ko, kaun samjhe yaara
Har dil ki daastaan, kaun samjhe yaara

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ پل کہ جس میں محبت جوان ہوتی ہے
اس ایک پل کا تجھے انتظار ہے کہ نہیں

Woh pal ke jis mein mohabbat jawaan hoti hai
Us ek pal ka tujhe intezaar hai ke nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

صرف لفظوں سےاقرارہوتا نہیں
اک جانب سے پیار ہوتا نہیں

Sirf lafzon se iqraar hota nahi
Ek jaanib se pyaar hota nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خوشبو کی طرح میری ہر سانس میں
پیار اپنا بسانے کا وعدہ کرو

Khushboo ki tarah meri har saans mein
Pyaar apna basaane ka wada karo

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رنگ جتنے تمہاری محبت کے ہیں
میرے دل میں سجانے کا وعدہ کرو

Rang jitne tumhari mohabbat ke hain
Mere dil mein sajaane ka wada karo

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep Poetry In Urdu Text

میں تمہیں یاد رکھنےکی کھاؤں قسم
تم مجھے نہ بھلانے کا وعدہ کرو

Main tumhe yaad rakhne ki khaoon kasam
Tum mujhe na bhulaane ka wada karo

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت کی کشتی میں سوار ہے ہم
طوفانوں سے ڈر نہیں لگتا۔

Mohabbat ki kashti mein sawar hain hum
Toofanon se dar nahi lagta

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرے عشق میں جلتے رہے
ہم تو خود ہی آگ بن گئے۔

Tere ishq mein jalte rahe
Hum to khud hi aag ban gaye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

* Best Emotional Deep Poetry In Urdu 2 Lines.

تیری حسن کی روشنی میں، کھو جانا ہے مجھے
تیری آنکھوں کی جھیل میں ڈوب جانا ہے ۔

Teri husn ki roshni mein, kho jaana hai mujhe
Teri aankhon ki jheel mein doob jaana hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیری آنکھوں میں کھو جانا ہے
وہاں خوبصورت پلوں کا جہان ہے۔

Teri aankhon mein kho jaana hai
Wahan khoobsurat palon ka jahaan hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرے پیار میں نے خود کو کھو دیا
اب تو بس تمہارے ہو گئےہم

Tere pyaar mein main ne khud ko kho diya
Ab to bas tumhare ho gaye hum

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

چاندنی رات میں، تیری یادوں کی
بارش میں بھیگ جانا ہے۔

Chaandni raat mein, teri yaadon ki
Baarish mein bheeg jaana hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سے جدا ہوکر، دل کو چین نہیں ہے
تمہارے بنا ادھورا ہے یہ جہان

Tum se juda hokar, dil ko chain nahi hai
Tumhare bina adhoora hai yeh jahaan

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تمہاری خوشبو میں گھل گئے ہیں
اب تو سانسوں میں بسی ہوئی ہو تم۔

Tumhari khushboo mein ghul gaye hain
Ab to saanson mein basi hui ho tum

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت کے اس پیغام کو، دل سے لکھا ہے
تمہارے لئے یہ عاشق جی رہا ہے

Mohabbat ke is peghaam ko, dil se likha hai
Tumhare liye yeh aashiq jee raha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry urdu

سانسیں بھی کر دوں تیری سانسوں میں منتقل
اس سے زیادہ اور کس طرح چاہوں میں تجھے

Saansen bhi kar doon teri saanson mein muntakil
Is se zyada aur kis tarah chahoon main tujhe

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کوئی چہرے کا دیوانہ ہے کوئی اخلاق کا طالب
منزل سب کی مطلب ہے محبت کون کرتا ہے

Koi chehre ka deewana hai koi ikhlaaq ka taalib
Manzil sab ki matlab hai mohabbat kaun karta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کبھی کبھی تو تیری رنجشوں سے لگتا ہے
تُو اپنی دوری سے پرکھتا ہے میری نزدیکیاں

Kabhi kabhi to teri ranjishon se lagta hai
Tu apni doori se parkhta hai meri nazdeekiyan

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نبهانا جس کو کہتے هیں وہ کچھ هی لوگوں کو آتا هے
بڑا آسان هے کہنا کہ ھم یاروں کے یار هیں

Nibhaana jis ko kehte hain woh kuch hi logon ko aata hai
Bada aasaan hai kehna ke hum yaaron ke yaar hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرے دیدار پر اگر میرا اختیار ہوتا
یہ روز روز ہوتا اور بار بار ہوتا

Tere deedaar par agar mera ikhtiyaar hota
Yeh roz roz hota aur baar baar hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ میری آنکھوں کی تَحریر پَڑھ نہ پائی
جو کَہہ رہی تھی کہ تَعلیم یافتہ ہوں میں

Woh meri aankhon ki tahreer parh na paayi
Jo keh rahi thi ke taleem yafta hoon main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھے بھی یاد ہے وہ چار دن کی محبت
ہم پہ بھی کسی نے یہ احساس کیا تھا

Mujhe bhi yaad hai woh chaar din ki mohabbat
Hum pe bhi kisi ne yeh ehsaas kiya tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ٹھکانہ قبر ہے عبادت کچھ تو کر اقبال روایت ہے
کہ خالی ہاتھ کسی کے گھر جایا نہیں کرتے

Thikaana qabr hai ibaadat kuch to kar iqbal riwaayat hai
Ke khaali haath kisi ke ghar jaaya nahi karte

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry urdu

سجدوں سے تیرے کیا ہوا صدیاں گزر گئیں
دنیا تیری بدل دے وہ سجدہ تلاش کر

Sajdon se tere kya hua sadiyan guzar gayi
Duniya teri badal de woh sajda talaash kar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏ہمارے بَخت میں لِکھا ہوا سہولت سے
بس ایک دَرد ہے جو ہر طرح مُیسر ہے

Humare bakht mein likha hua sahulat se
Bas ek dard hai jo har tarah muyassar hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یوسف نہ تھے مـــگر سرِ بازار آ گئے
خوش فہمیاں یہ تھیں کہ خریدار آ گئے

Yusuf na the magar sar-e-baazaar aa gaye
Khush fehmiyan yeh thi ke kharidaar aa gaye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep Poetry In Urdu copy paste

تو کسی اور ہی دنیا میں ملی تھی مجھ سے
تو کسی اور ہی موسم کی مہک لائی تھی

Tu kisi aur hi duniya mein mili thi mujhse
Tu kisi aur hi mausam ki mehak laayi thi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ میں بھی کیا ہوں اسے بھول کر اسی کا رہا
کہ جس کے ساتھ نہ تھا ہم سفر اسی کا رہا

Yeh main bhi kya hoon use bhool kar usi ka raha
Ke jis ke saath na tha humsafar usi ka raha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مر بھی جاؤں تو کہاں لوگ بھلا ہی دیں گے
لفظ میرے مرے ہونے کی گواہی دیں گے

Mar bhi jaoon to kahaan log bhula hi denge
Lafz mere mere hone ki gawahi denge

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم جب آؤگی تو کھویا ہوا پاؤگی مجھے
میری تنہائی میں خوابوں کے سوا کچھ بھی نہیں

Tum jab aogi to khoya hua paogi mujhe
Meri tanhai mein khwabon ke siwa kuch bhi nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہٹاؤ آئنہ امیدوار ہم بھی ہیں
تمہارے دیکھنے والوں میں یار ہم بھی ہیں

Hatao aaina umeedwaar hum bhi hain
Tumhare dekhne walon mein yaar hum bhi hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

** Conclusion.

Deep poetry in Urdu explores human emotions and experiences, using words to express feelings like love, loss, and identity. It goes beyond simple storytelling, using vivid images and thoughtful language to make readers think deeply about life. This type of poetry helps us understand ourselves and others, offering comfort and connection. Deep poetry shows the power of words and imagination, creating a lasting bond between the poet and the reader.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *